ReCreating Views
From "QUARK" to The "BLACK HOLE"
ḳhudī ko kar buland itnā ki har taqdīr se pahle
ḳhudā bande se ḳhud pūchhe batā terī razā kyā hai
Tuesday, 21 March 2017
Tera Shahar..
Tere Shahar me Hun main khada,
Bhataq gya Hun rasta,
Thaam le Zara iss hath Ko,
Na koi Manzil ka ptaa,
Na koi aasra hai,
Sirf tu hai or tera ye Shahar hai,
Akela hi Hun khada
Tere Iss Shahar me,
Bhataq gya Hun rasta.
No comments:
Post a Comment
Newer Post
Older Post
Home
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
No comments:
Post a Comment